• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nekiyan to Aap Ki Sari Bhula Di Jaengi

Nekiyan to Aap Ki Sari Bhula Di Jaengi

nekiyan to aap ki saari bhula di ja.engi

ghalatiyan raa.i bhi hon parvat bana di ja.engi

raushni darkar hogi jab bhi mahlon ko zara

shahr ki sab jhuggiyan pal men jala di ja.engi

phir koi tasvir hakim ko lagi hai aa.ina

ungliyan tai hain musavvir ki kaTa di ja.engi

un ke armanon ki parva ahl-e-mahfil ko kahan

sub.h hote hi sabhi sham.en bujha di ja.engi

naam patthar par shahidon ke likhe to ja.enge

haan magar qurbaniyan un ki bhula di ja.engi

kaun murjhane se rokega gulon ko ai ‘dinesh’

bulbulen hi baagh se jab sab uḌa di ja.engi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye zaKHm zaKHm Badan Aur Nam Fazaon Mein

poet

Jo Humse Tu Mila Karega

poet

Mango Ho Abhi dil Mujhe Nadan Samajh Kar

Nigah-E-Faqr Hi Shan-E-Sikandari Jaane

qateel-shifai

Lamhon Ki Parastar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet