• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazm Khabron Ko Kiya Aur Na Latife Likkhe

Nazm Khabron Ko Kiya Aur Na Latife Likkhe

akhtar-hashmi

nazm ḳhabron ko kiya aur na latife likkhe

main ne ash.ar men jiine ke saliqe likkhe

martabe ahl-e-suḳhan ke tumhen tai karne hain

kis ne haq baat kahi kis ne qaside likkhe

sab ko tadbir bhi karne ko vahi kahta hai

aur hain sab ke muqaddar bhi usi ke likkhe

shiddat-e-mehr se di us ke ghazab ko tashbih

us ki rahmat ko agar fazl ke saae likkhe

kuchh zarur un men nasihat thi magar yaad nahin

jo paḌhe the vo buzurgon ke maqule likkhe

zindagi tujh pe likhunga na ziyada ab kuchh

jo bhi mazmun tiri mad.h men likkhe likkhe

likhta rahta hai vahi harf-e-ta.alluq ‘aḳhtar’

us se kah do ki ab is baat se aage likkhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ba-Rah-E-Rast Nahin Phir Bhi Rabta Sa Hai

Tere Maslak Mein Kya Itna Bhi Samjhaya Nahin Jata

Jahan Kuchh Log Diwane Bane Hain

Mohabbat Mein Na Jaane Kyun Hamein Fursat Ziyaada Hai

poet

Use Bhi lauT Kar Aana Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet