• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Bhar Ke Yun Jo Mujhe Dekhta Hai

Nazar Bhar Ke Yun Jo Mujhe Dekhta Hai

nazar bhar ke yuun jo mujhe dekhta hai

bata bhi de mujh ko ki kya sochta hai

mohabbat nahin jaise kya kar liya ho

zamana mujhe is qadar Tokta hai

december ki sardi hai us ke hi jaisi

zara sa jo chhu le badan kanpta hai

lagaya hai dil bhi to patthar se main ne

miri zindagi ki yahi ik ḳhata hai

jise dekh ke gham bhi rasta badal de

vo chehra na jaane kahan lapata hai

koi baat dil men yaqinan hi hai jo

vo milte hue ghaur se dekhta hai

usi ki gali ka koi ek laḌka

mohabbat ka mujh se hunar puchhta hai

na DhunDho kahin bhi milunga yahin pe

ye ujḌi haveli hi mera pata hai

koi farq paḌta nahin ‘mit’ ko ab

jahan us ke baare men kya sochta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Aai Hai Kuchh Na Puchh Qayamat Kahan Kahan

Ye Soch Kar Na Mail-E-Fariyaad Hum Hue

Jo Ab Se Pahle Tha Lahja Nahin Wo Aaj Mera

Phir Wahi shaKHs Mere KHwab Mein Aaya Hoga

Shajar Pe baiThe Hue Hain Panchhi Tanaw Mein Sab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet