Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abid-wadood

Jaane Kis Samt Ko Bhatka Saya

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abid Wadood
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jaane kis samt ko bhatka saaya

dhuup kahne lagi saya! saya!

koi sarnama hamara likkhe

rakhsh par ham to piyada saaya

sar-e-be-maghz ke auham to dekh

jism apna hai paraya saaya

ye adavat hai hiqarat to nahin

un ki dastar se rutha saaya

baaz auqat to aisa bhi hua

chhin gaya ham se hamara saaya

ab to eajaz hai jiina ‘abid’

saae ka ho bhi bhala kya saaya

More Poems

Lutate Hain Wo Bagh-E-Ishq Jae Jis Ka Ji Chahe

Ye Faza, Ye Ghatiyan, Ye Badliyan Ye Bundiyan

Hazin Hai Bekas-O-Ranjur Hai dil

Ai dost Koi Mujh Sa Ruswa Na Hua Hoga

Ho Gai Aam Mohabbat Ki Kahani Kitni

dekh Lo Ge Khud!

Gham-e-Wafa Ko Pas-e-Pusht dalna Hoga

Rang Jab Apni Haqiqat Se Shanasa Ho Jae

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.