• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Aaya Na Koi Bhi Idhar Dekha Udhar Dekha

Nazar Aaya Na Koi Bhi Idhar Dekha Udhar Dekha

nazar aaya na koi bhi idhar dekha udhar dekha

vahan pahunche to apne aap ko bhi be-nazar dekha

ye dhoka tha nazar ka ya farishta sabz chadar men

kahin sahra men lahrata hua us ne shajar dekha

kahin pe jism aur pahchan donon raah men chhoḌe

ḳhud apne aap ko ham ne na apna ham-safar dekha

bane kya ashiyan taaza hava na peḌ ke jhurmuT

kisi uḌte parinde ne na.e yug ka nagar dekha

lage the aa.ine charon taraf shayad mohabbat ke

nazar ke samne tha bas vahi ham ne jidhar dekha

zamin ki sej par saa.e ki chadar oḌh kar soya

kisi banjare sailani ne raste men hi ghar dekha

kabhi ham Duub ja.enge isi men sochte har dam

hamare dil ne jab dekha hababon ka bhanvar dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Aah Bharta Hun To Bharne Bhi Nahin deta Hai

poet

dekh O Qatil Basar Karte Hain Kis Mushkil Se Hum

Tu Agar Dil Mein Ek Bar Aae

poet

Sharab-O-Shisha-O-Saghar Subu-O-Paimana

talKHiyan Rah Jaengi Lafz-E-Wafa Rah Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet