• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Aane Lage Ho Mehrban Se

Nazar Aane Lage Ho Mehrban Se

nazar aane lage ho mehrban se

ye andaz aa ga.e tum men kahan se

kise raas aa.egi teri ḳhuda.i

agar ham uTh ga.e bazm-e-jahan se

bharam khul ja.ega tere karam ka

agar kuchh kah diya ham ne zaban se

kahan se aa gaya ye abr-e-rahmat

hamen kuchh kaam tha barq-e-tapan se

jise dekho vahi matlab ka banda

mohabbat uTh ga.i ru-e-jahan se

karenge zikr tere husn ka bhi

agar fursat mili kar-e-jahan se

taḌapti phir rahi hai barq ab tak

ulajh baiThi thi mere ashiyan se

yunhi roti nahin ‘sabir’ ko duniya

use bhi ishq tha ahl-e-jahan se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-khan

Nahin Tha dhyan Koi Todte Hue Cigarette

poet

Bhar Nazar Dekhenge Hum Usko Mila Jaanan Agar

Dil Ki Ho Dil Se Mulaqat Bahut Mushkil Hai

abdul-ahad-saaz

Har Ek dhadkan Ajab Aahat

Kash Ek Shab Ke Liye KHud Ko Mayassar Ho Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet