• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naz-O-Ghamza-Numa Kalam Aae

Naz-O-Ghamza-Numa Kalam Aae

naz-o-ghamza-numa kalam aa.e

tere naame the mere naam aa.e

ham kise ham-safar kahen ki yahan

jitne saath aa.e chand gaam aa.e

jaane kya baat hai ki tere huzur

lab pe har baat na-tamam aa.e

haa.e tujh bin tujhe ḳhabar hi nahin

kitne be-kaif sub.h-o-sham aa.e

ek tere ḳhulus-e-dil ke siva

ham kahin se na tishna-kam aa.e

ab Thaharti nahin kahin bhi nazar

de dua koi ya salam aa.e

‘daur’ kya kufr hai ki ab lab par

allah allah na raam raam aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Ayaadat

KHumar-E-Mausam-E-KHushbu Had-E-Chaman Mein Khula

Ek Malbus-E-Darida Hai Meri Wahshat-E-Hijr

Ye Natije the Dil Lagane Ke

Kahne Ko Sab Fasana-E-Ghaib-O-Shuhud Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet