• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nawed-E-Amad-E-Fasl-E-Bahaar Bhi to Nahin

Nawed-E-Amad-E-Fasl-E-Bahaar Bhi to Nahin

naved-e-amad-e-fasl-e-bahar bhi to nahin

ye be-dili hai ki ab intizar bhi to nahin

jo bhuul jaa.e koi shaghl-e-jam-o-mina men

gham-e-habib gham-e-rozgar bhi to nahin

mariz-e-bada-e-ishrat ye ik jahan kyuun hai

surur-e-bada ba-qadr-e-ḳhumar bhi to nahin

mata-e-sabr-o-sukun jis ne dil se chhin liya

vo dil-navaz ada-ashkar bhi to nahin

qafas men ji mira lag to nahin gaya hamdam

ki ab vo nala-e-be-iḳhtiyar bhi to nahin

hai ain vasl men bhi pur-ḳharosh-e-parvana

sukun-e-qalb ba-aghosh-e-yar bhi to nahin

nigah-e-naz ki be-gana-e-mohabbat hai

sitam to ye hai ki be-gana-var bhi to nahin

vo ek rahbar-e-nadan ki jis ko ishq kahen

Dubo ke kashti-e-dil sharmsar bhi to nahin

junun ko dars-e-amal de ke kya kare koi

ba-qadr-e-hausla-e-dil bahar bhi to nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Ke Hath Mein KHanjar Hai Aur Sab Chup Hain

poet

Phir Bahaar Aai Mere Sayyaad Ko Parwa Nahin

ainuddin-azim

Aawaz Ke Saudagaron Mein Itni Fankari To Hai

Ashaar Mein Jo Mere Kiran Justuju Ki Hai

Duriyan Sari simaT Kar Rah Gain Aisa Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet