• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nawah-E-Jaan Mein Ajab Hadisa Hua Ab Ke

Nawah-E-Jaan Mein Ajab Hadisa Hua Ab Ke

navah-e-jan men ajab hadisa hua ab ke

badan ka saara asasa bikhar gaya ab ke

zaval aa gaya rishton ke chand-suraj ko

vo bhi ḳhamosh tha aur main bhi chup raha ab ke

aur us ne DhunD liya koi sa.eban naya

tamam raat main hi bhigta raha ab ke

ye duur duur yazidi ki jaise hai tausi.a

machi hai charon-taraf phir se karbala ab ke

mujhe talash karo tum ufuq ke paas kahin

zamin se TuuT gaya mera rabta ab ke

vo kohar kohar se chehre dhuan dhuan si faza

‘qamar’ main kaise koi ḳhvab dekhta ab ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lab Pe Aish-E-Ahd-E-Mazi Ka Hai Afsana Hanuz

Zara Bhi Kaam Na Aaega Muskurana Kya

Sufi

Khushi Na Mil Saki Aankhen Meri Pur-Ab Rahin

Bahe Sath Ashk Ke laKHt-E-Jigar Tak

sahir-ludhianvi

Aap Aae To Khayal-E-dil-E-Nashad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet