• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nawa-E-Haq Pe Hun Qatil Ka Dar Aziz Nahin

Nawa-E-Haq Pe Hun Qatil Ka Dar Aziz Nahin

nava-e-haq pe huun qatil ka Dar aziiz nahin

paḌe jihad to apna bhi sar aziiz nahin

paḌa hua huun sar-e-rahguzar to rahne de

tiri gali se ziyada to ghar aziiz nahin

faqir-e-shahr ko la.al-o-guhar se kya nisbat

mire aziiz mujhe mal-o-zar aziiz nahin

phalon ko luuT ke le jaao peḌ mat kaaTo

shajar aziiz hai mujh ko samar aziiz nahin

vo log ham se alag apna rasta kar len

ki jin ko shahr-e-vafa ka safar aziiz nahin

bahut aziiz hain mujh ko mohabbaten lekin

mohabbaton men siyasat ‘zafar’ aziiz nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

tanveer-anjum

Bastiyan To Aasman Le Jaenge

poet

Marte dam O Bewafa dekha Tujhe

Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-E-Pari-Wash Tere

Bujh Gaya Dil to KHabar Kuchh Bhi Nahin

poet

Main Tere dar Se Ro Nahin Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet