• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naqsh Dil Se Na miTa Zarra Barabar Us Ka

Naqsh Dil Se Na miTa Zarra Barabar Us Ka

naqsh dil se na miTa zarra barabar us ka

sabt hai aaj bhi divar pe paikar us ka

main ne sahil se use Dubte dekha tha faqat

mujhe gharqab karega yahi manzar us ka

aks bhi dida-e-qatil men lahu ban ke raha

qatl ho kar bhi jama rang barabar us ka

karb-e-tanha.i zara ruuh se nikle to sahi

muntazir hai koi is dasht ke bahar us ka

ja chuka vo to samundar ki tahon men ‘mid.hat’

baiTh kar ret pe ab naam likha kar us ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Pairon Ke Chhaale Kam Na Honge

dua-ali

dhum Machati Rahti Hai Barish Kuchh Kuchh Kahti Hai

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Shauq-E-dil Fikr-E-dahan Mein Hai Jo Rahbar Ki Tarah

poet

Jiya Ba-Kaam Kab Is baKHt-E-Arjumand Se Main

Zahir Mein Bhi Kya Kya Parda-Dari Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet