• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nam Rakkha Hai Fusun-Gar Ne suKHan-Saz Mera

Nam Rakkha Hai Fusun-Gar Ne suKHan-Saz Mera

poet

naam rakkha hai fusun-gar ne suḳhan-saz mira

ghonTe deti hai gala ab miri avaz mira

rah gaya raaz kisi tarah agar raaz mira

be-niyazi bhi uTha.egi tiri naaz mira

aaj hai maut bhi vo ishq jo kal tak tha hayat

muḳhtalif kitna hai anjam se aghaz mira

be-piye mast hua pi ke main bahka na kabhi

vo thi saaqi ki karamat pa hai e.ajaz mira

navak-e-naz se uḌte hain nishane dil ke

aur parde men abhi hai qadar-andaz mira

dhaḌkanen ab bhi hain vaisi hi shikasta dil ki

be-sada ho na saka TuuT ke bhi saaz mira

uzr be-bal-o-pari tha jo qafas toḌ chuka

dekh ke rah ga.i munh hasrat-e-parvaz mira

roz ik taaza bala aati hai dil ke hathon

‘jurm’ amada hai dam lene pe dam-saz mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bashir-badr

Ghazlon Ka Hunar Apni Aankhon Ko Sikhaenge

poet

Dhal Gai Raat Kahkashan Phir Bhi

Ek Diwane Ko Aaj Aae Hain Samjhane Kai

mushafi-ghulam-hamdani

Chakhi Na Jis Ne Kabhi Lazzat-E-Sinan-E-Nigah

Hafiz Shirazi

Ai Saba Nikhate Az Ku-e-Fulane Ba-Man Aar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet