• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nam-E-Wafa Pe De Ke Jaan Dil Ne Wafa KHarid Li

Nam-E-Wafa Pe De Ke Jaan Dil Ne Wafa KHarid Li

nam-e-vafa pe de ke jaan dil ne vafa ḳharid li

thi bhi ḳharidne ki chiiz ḳhuub kiya ḳharid li

hasb-e-mazaq o hasb-e-shauq ek ik ada ḳharid li

us ne jafa.en mol liin main ne vafa ḳharid li

zabt ka dil men kar ke ahd un se baḌhaya mel-jol

dard se pahle dard ki ham ne dava ḳharid li

ahd-e-shabab tha bahar aur saja bahar ko

jitni jahan men mil saki is ne haya ḳharid li

zarf se baḌh ke ne.amat-e-ishq bhi maut ban ga.i

ham ne bhi to ghazab kiya had se siva ḳharid li

ishq ki kar-gah se husn ki bargah se

jis ko na aur kuchh mila is ne qaza ḳharid li

dete dilate be-talab toḌ ke haath rakh diye

tere karam ne taqat-e-dast-e-dua ḳharid li

aaj nasib-e-dushmanan chehra hai kyuun udaas udaas

meri tarah bala-e-ishq tum ne bhi kya ḳharid li

‘manzar’ unhen dikha ke zahr kah raha hai ḳhushi ḳhushi

liije dava le aa.e mol liije shifa ḳharid li

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kise Malum Tha Ek Din Mohabbat Be-Zaban Hogi

poet

Khushbu Si Koi Aae To Lagta Hai Ki Tum Ho

Ek Barahman Ne Kaha Hai Ki Ye Sal Achchha Hai

muneer-niyazi

Nigar-Khana

Yun to Kahne Ko Teri Rah Ka Patthar Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet