• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nam-E-Ashk Aankhon Se dhalne Laga Hai

Nam-E-Ashk Aankhon Se dhalne Laga Hai

poet

nam-e-ashk ankhon se dhalne laga hai

ki favvara khuun ka uchhalne laga hai

duba dil ka ghar aankh tak aan pahuncha

ab aansu ka naala ubalne laga hai

ye seb aanb shaftalu narangi kamarkha

tire baagh ka meva palne laga hai

tumhari miyan dekh ye phal phulari

mira tifl-e-dil to machalne laga hai

khajuren samose tale kuchh dila do

ajii! ji mira un pe chalne laga hai

abhi aae kahte ho jaata huun lo ji

ye sunte mira ji dahalne laga hai

miri jaan jald ‘azfari’ paas aa ja

ki ji us ka tujh bin nikalne laga hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aazim-kohli

Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale

etibar-sajid

Kaha Takhliq-E-Fan Bole Bahut dushwar To Hogi

Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain

ali-sardar-jafri

Masti-E-Rindana Hum Sairabi-E-Mai-Khana Hum

Raunaq-E-Besh-O-Kam Kis Ke Hone Se Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet