• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nam Aankhon Mein Kya Kar Lega Ghussa Dekhenge

Nam Aankhon Mein Kya Kar Lega Ghussa Dekhenge

nam ankhon men kya kar lega ghussa dekhenge

os ke uupar chingari ka lahja dekhenge

shishe ke bazar se le a.enge kuchh chehre

vahi pahan kar ham ghar ka bhi shisha dekhenge

kitni duur talak ja.egi zabt ki ye kashti

kitna gahra hai is dard ka dariya dekhenge

dariya ke pichhe pichhe ham sahra tak aa.e

kis manzil ko le jaa.e ab sahra dekhenge

ruThne vaali ḳhat paḌh kar fauran hi lauT aa.iin

ham ne likha tha sale lagi hai kapḌa dekhenge

kuchh din men dil ka kho jaana bilkul mumkin hai

kahta hai ham baḌe hue ab duniya dekhenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bashar-nawaz

Mujhe Jina Nahin Aata

Pas-E-Ghubar-E-Talab KHauf-E-Justuju Hai Bahut

Zabt-E-Gham Hai Meri Poshak Meri Izzat Rakh

aasnath-kanwal

Phir Kisi Hadse Ka dar Khole

poet

Mushkil Hai Ki Pahlu Se Juda dil Nahin Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet