• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nalon Se Agar Maine Kabhi Kaam Liya Hai

Nalon Se Agar Maine Kabhi Kaam Liya Hai

nalon se agar main ne kabhi kaam liya hai

ḳhud hi asar-e-nala se dil thaam liya hai

azadi-e-andoh-faza se hai riha.i

ab main ne kuchh aram tah-e-dam liya hai

uThti thiin umangen unhen baḌhne na diya phir

main ne dil-e-nakam se ik kaam liya hai

juz mashghala-e-nala o fariyad na tha kuchh

jo kaam ki dil se sahar o shaam liya hai

ḳhud puchh lo tum apni nigahon se vo kya tha

jo tum ne diya main ne vo paigham liya hai

tha tera ishara ki na tha main ne diya dil

aur apne hi sar jurm ka ilzam liya hai

gham kaise ghalat karte juda.i men tiri ham

DhunDa hai tujhe haath men jab jaam liya hai

aram ke ab naam se main Darne laga huun

taklif uTha.i hai jab aram liya hai

malum nahin ḳhuub hai jo vaqif-e-fan hain

‘vahshat’ ne mahakat se kya kaam liya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Wusaten

Ye Log Jis Se Ab Inkar Karna Chahte Hain

poet

Har Ek Zarre Se Hai Tabani-E-Shams-O-Qamar Paida

shahryar

dhup Ke dasht Mein Be-Saya Shajar Mein Hum The

Iza-Dahi Ki Dad Jo Pata Raha Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet