• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nalan Nahin Kuchh Tere Sitam Par

Nalan Nahin Kuchh Tere Sitam Par

poet

nalan nahin kuchh tire sitam par

aisi hi bani hai apne dam par

har daagh par ek zakhm aaya

qatil ka ye sikka hai diram par

lo ahl-e-jahan naved-e-farhat

maail hai dil apna akhz-e-gham par

kaisi hi sada muhib aa jaae

naale ka guman karen vo ham par

‘salik’ se liya hai tum ne dil muft

yaan aur bhi bechte hain kam par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Tarah baiThe Ho Kyun Be-Zar Se

Sar Jhuka Leta Tha Pahle Jis Ko Akasr Dekh Kar

Jo Yaad-E-Yar Se Guft-O-Shunid Kar Li Hai

poet

Khidki Khol Ke dekho Mausam Achchha Hai

nasir-kazmi

Ab Un Se Aur Taqaza-E-Baada Kya Karta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet