• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nai Zamin Na Koi Aasman Mangte Hain

Nai Zamin Na Koi Aasman Mangte Hain

na.i zamin na koi asman mangte hain

bas ek gosha-e-amn-o-aman mangte hain

kuchh ab ke dhuup ka aisa mizaj bigḌa hai

daraḳht bhi to yahan sa.eban mangte hain

hamen bhi aap se ik baat arz karna hai

par apni jaan ki pahle amaan mangte hain

qubul kaise karun un ka faisla ki ye log

mire ḳhilaf hi mera bayan mangte hain

hadaf bhi mujh ko banana hai aur mere harif

mujhi se tiir mujhi se kaman mangte hain

na.i faza ke parinde hain kitne matvale

ki bal-o-par se bhi pahle uḌaan mangte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bikhar Chuka Hai Talluq Kasao Mushkil Hai

sheikh-ibrahim-zauq

Bazm Mein Zikr Mera Lab Pe Wo Lae To Sahi

Be-Niyaz Naghma-E-Duniya Hun Main

poet

Soz-E-dil Har Shab Hamein Apna Hi Batlati Hai Shama

fatima-hasan

Man

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet