• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nai Barish Ki Rim-Jhim Mein Libas-E-Gham to Badlega

Nai Barish Ki Rim-Jhim Mein Libas-E-Gham to Badlega

na.i barish ki rim-jhim men libas-e-gham to badlega

vahi rasm-e-chaman hogi magar mausam to badlega

vo qahr-e-shah-ḳhavar ho ki zahr-e-bad-e-sarsar ho

kisi surat mizaj-e-nazuk-e-shabnam to badlega

masihaon ne kuchh taaza dava.en la ke rakkhi hain

na.e zaḳhm a.enge ab bhi magar marham to badlega

kafan resham ke maqtulon ko ab pahna.e ja.enge

azadaron ka tarz-e-girya-o-matam to badlega

na.i saqi-gari ka jashn-e-fayyazi mubarak ho

vahi honge ayagh-o-jam lekin sam to badlega

na.i navak-zani hogi magar itna bhi kiya kam hai

ki jis aalam men ham rahte hain vo aalam to badlega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dard-E-Hayat-E-Ishq Hai Naghma-E-Jaan-Gudaz Mein

Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai

momin-khan-momin

Mahshar Mein Pas Kyun dam-E-Fariyaad Aa Gaya

bigDi Hui Qismat Ko Badalte Nahin Dekha

abbas-ali-khan-bekhud

Be-Wajh Nahin Un Ka Be-Khud Ko Bulana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet