• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nahin Tha Koi Sitara Tere Barabar Bhi

Nahin Tha Koi Sitara Tere Barabar Bhi

nahin tha koi sitara tire barabar bhi

hua ghurub tire saath tera manzar bhi

pighalte dekh rahe the zamin pe sho.ale ko

ravan tha aankh se ashkon ka ik samundar bhi

kahin vo lafz men zinda kahin vo yadon men

vo bujh chuka hai magar hai abhi munavvar bhi

ajab ghulavaTen shahd-o-namak ki nutq men thi

vahi suḳhan ki tha marham bhi aur nashtar bhi

munafiqon ki baḌi fauj us se Darti thi

aur us ke paas na tha koi lav-lashkar bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Bhed Paen To Rah-E-Yar Mein Gum Ho Jaen

kaifi-azmi

Aakhiri Raat

jigar-moradabadi

Allah Re Is Gulshan-E-Ijad Ka Aalam

dagh-dehlvi

Is Qadar Naz Hai Kyun Aapko Yaktai Ka

Is Sal Sharafat Ka Libaada Nahin Pahna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet