• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Nahin Kiya To Kar Ke dekh

Nahin Kiya To Kar Ke dekh

sahir-ludhianvi

nahin kiya to kar ke dekh

tu bhi kisi pe mar ke dekh

husn ke bikhre phulon se

dil ki jholi bhar ke dekh

kaun tujhe kya kahta hai

kyuun us ka gham sahta hai

kutte bhunkte rahte hain

qafila chalta rahta hai

kabhi apne man ki kar ke dekh

rahtin rasmen tod bhi de

dil ko akela chhod bhi de

duniya dil ki dushman hai

duniya ka munh mod bhi de

kuchh to anokha kar ke dekh

ek rasta hai daulat ka

dusra aish-o-ishrat ka

tisra jhuti izzat ka

chautha sachchi ulfat ka

is raste se guzar ke dekh

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hangama-E-KHudi Se Tu Be-Niyaz Ho Ja

Shafaq-E-Shab Se Ubharta Hua Suraj Sochen

poet

Jangalon Mein Justuju-E-Qais-E-Sahrai Karun

Main Kahan Tak Tujhe Safai Dun

Ye Dekhen Raaz-E-Dil Ab Kaun Karta Hai Ayan Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet