• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nahin Ghar Mein Falak Ke dil-Kushai

Nahin Ghar Mein Falak Ke dil-Kushai

abroo-shah-mubarak

nahin ghar men falak ke dil-kushai

kahan hoti hai yahan meri samai

kare jo bandagi so ho gunahgar

nyari hai yahan ki kuchh khudai

zabah karne kuun nahaq be-kason ke

bata teri kamar ye kin kasai

tum apni baat ke raaja ho pyare

kahin siin zid tumhen ho hai sivai

chaman kuun jiit aae naaz bu jab

tumhare sabza-e-khat niin harai

sapidi qand ki phiki lagi jab

tumhare rang ki dekhi girai

baha khun-e-jigar ankhiyon sen pal pal

sajan bin raat ham kuun yuun bahai

nahin tikne ka paanv ‘abru’ ka

gali ki raah us ke haat aai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Khudi Wo Bahr Hai Jis Ka Koi Kinara Nahin

waseem-barelvi

Adna Sa Basi

Hosh-O-Hawas-O-Aql Se Begana Nahin Hun

Naqab Usne ruKH-E-Husn-E-Zar Pe Dal Diya

Ghup Andhera Hai Kya Qayamat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet