• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naghma-Zan Hai Nazar-E-Be-Awaz

Naghma-Zan Hai Nazar-E-Be-Awaz

poet

naghma-zan hai nazar-e-be-avaz

kyuun mire dil asar-e-be-avaz

mere dil se unhen apne dil ki

mil rahi hai ḳhabar-e-be-avaz

laakh kirnon ki zaban rakhta hai

ek nur-e-sahar-e-be-avaz

hui barbad pas-e-be-hunran

sa.i-e-arz-e-hunar-e-be-avaz

pa.e hangama-e-hasti-e-bashar

maut hai charagar-e-be-avaz

hai vo be-panv guzarne ki dalil

irtiqa ka safar-e-be-avaz

rang laaya hai sada ban ke ‘saba’

mera ḳhun-e-jigar-e-be-avaz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Har Chiz Hai Mahw-E-Khud-Numai

Qalb-E-Warafta Mohabbat Mein Kahin Aisa Na Ho

Sufi

dil Mujhe Samjhata Hai To dil Ko Samjhata Hun Main

Teri Zulfen Tere ruKHsar Tere Lab Mere

Tumhaari to Bas angDai Hui Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet