• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Nae Sal Ki Pahli Nazm

Nae Sal Ki Pahli Nazm

parveen-shakir

andeshon ke darvazon par

koi nishan lagata hai

aur raton raat tamam gharon par

vahi siyahi phir jaati hai

dukh ka shab khuun roz adhura rah jaata hai

aur shanakht ka lamha bitta jaata hai

main aur mera shahr-e-mohabbat

tariki ki chadar odhe

raushni ki aahat par kaan lagae kab se baithe hain

ghodon ki tapon ko sunte rahte hain

had-e-samaat se aage jaane vaali avazon ke resham se

apni ru-e-siyah pe taare kadhte rahte hain

angushta ne ik ik kar ke chhalni hone ko aae

ab baari angusht-e-shahadat ki aane vaali hai

subh se pahle vo katne se bach jaae to!

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wasl Aasan Hai Kya Mushkil Hai

poet

Bahaar Aai Hai Sote Ko Tuk Jaga dena

Usne Be-Kar Ye Bahrup Banaya Hua Hai

Ye Jo Chehre Pe muskurahaT Hai

Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet