• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rut Badle To Aap Badal Le Sab Bewhaar Hawa

Rut Badle To Aap Badal Le Sab Bewhaar Hawa

adeeb-suhail

rut badle to aap badal le sab bevhar hava

pag pag saang rachae mausam ke anusar hava

ped gharaunde laath aur khambe hain khashak saman

bhairon naach rahi hai pahne naag ka haar hava

us ki girhen khole badh kar koi dhyan ki lahr

man men liye phirti hai sadiyon ke asrar hava

is virane men bhi khulte pag pag ram ke phuul

dil se kabhi go kar bhi guzarti khush-raftar hava

kaun batae kab kis ki is raah men shamat aae

sunte hain andhe ke haath ki hai talvar hava

ham ne to is lamhe men bhi rut ka sameta dard

ravish ravish jab ravan-davan thi sarsar-kar hua

yuun bhi ham ne jhela hai mausam ka jabr ‘suhail’

khushbu ki kabhi lahr bani kabhi tegh ki dhaar hava

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq-E-dahan Mein Guzri Hai Kya Kuchh Na Puchhiye

poet

Idhar To Hum Jaan Kho Rahe Hain Udhar Wo Ulfat Se Ro Rahe Hain

poet

Taswir-E-Zulf-O-Ariz-E-Gulfam Le Gaya

Is Kar-E-Gah-E-Rang Mein Hum Tang Nahin Kya

Asl Mein Maut to KHushiyon Ki ghaDi Hai Yaro

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet