• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nadi Ne dhup Se Kya Kah diya Rawani Mein

Nadi Ne dhup Se Kya Kah diya Rawani Mein

rahat-indori

nadi ne dhuup se kya kah diya ravani men

ujale paanv patakne lage hain paani men

ye koi aur hi kirdar hai tumhari tarah

tumhara zikr nahin hai miri kahani men

ab itni saari shabon ka hisab kaun rakhe

bade savab kamae gae javani men

chamakta rahta hai suraj-mukhi men koi aur

mahak raha hai koi aur rat-rani men

ye mauj mauj nai halchalen si kaisi hain

ye kis ne paanv utare udaas paani men

main sochta huun koi aur karobar karun

kitab kaun kharidega is girani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Lamha Dil-Doz KHamoshi chiKH Rahi Hai

Lakhon Ki bhiD Mein Bhi Koi Ham-Nafas Na Ho

zahida-zaidi

Mara Hamein Is daur Ki Aasan-Talbi Ne

poet

Uth Subh Hui Murgh-E-Chaman Naghma-E-Sara dekh

Har Taraf Udasi Hai Hausle Bhi zaKHmi Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet