• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nadamat Hai Bana Kar Is Chaman Mein Aashiyan Mujhko

Nadamat Hai Bana Kar Is Chaman Mein Aashiyan Mujhko

nadamat hai bana kar is chaman men ashiyan mujh ko

mila hamdam yahan koi na koi ham-zaban mujh ko

dikha.e ja ravani tausan-e-umr-e-ravan mujh ko

hilal-e-barq se rakh ham-rikab-o-ham-inan mujh ko

banaya na-tavani ne sulaiman-e-zaman mujh ko

uḌa kar le chale mauj-e-nasim-e-bostan mujh ko

dam-e-sub.h-e-azal se main nava-sanjon men huun tere

bataya bulbul-e-sidra ne andaz-e-fughan mujh ko

miri baton men kya ma.alum kab so.e vo kab jaage

sire se is liye kahni paḌi phir dastan mujh ko

baha kar qafila se duur jism-e-zar ko phenka

ki mauj-e-sail thi bang-e-dara-e-karvan mujh ko

ye dil ki be-qarari ḳhaak ho kar bhi na ja.egi

sunati hai lab-e-sahil se ye reg-e-ravan mujh ko

uḌaa.i ḳhaak jis sahra men tere vaste main ne

thaka-manda mila in manzilon men asman mujh ko

tasavvur sham.a ka jis ko jila de huun vo parvana

lag uTThi aag dil men jab nazar aaya dhuan mujh ko

vo jis aalam men ja pahuncha vahan main kis tarah ja.un

hua dil aap se bahar pinha kar beḌiyan mujh ko

ghubar-e-rah se ai ‘nazm’ ye avaz aati hai

ga.i ai umr-e-rafta tu kidhar phenka kahan mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Unki Nigah-E-Naz Ka Mastana Ho Gaya

afzal-allahabadi

Sulagti Ret Pe Tahrir Jo Kahani Hai

Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein

Tha Abas KHauf Ki Aaseb-E-Guman Main Hi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet