• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haris-E-Khwahish-E-Lal-O-Guhar Nahin Hui Main

Haris-E-Khwahish-E-Lal-O-Guhar Nahin Hui Main

naz-butt

haris-e-khvahish-e-laal-o-guhar nahin hui main

mohabbaton men talabgar-e-zar nahin hui main

tira khayal raha dil ki dhadkanon ke qarin

so tere gham se kabhi be-khabar nahin hui main

sajaya khud ko vafa ke singhar se main ne

isi sabab se kabhi be-hunar nahin hui main

kisi ko kaise batati main manzilon ka pata

jab apne saath sharik-e-safar nahin hui main

khuda-e-husn-azal ne mujhe navaza hai

khumar-e-ishq se sarf-e-nazar nahin hui main

hai us ka daava ki main us ki zindagi huun ‘naz’

vo kya karega kisi din agar nahin hui main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah-E-Shauq Waqf-E-Husn-E-Fitrat Hoti Jati Hai

poet

Fikr-E-Ranj-O-Rahat Kaisi

KHush-Kun KHabar Ke Dhoke Mein Rakkha Gaya Mujhe

Fan Ki Aur Zat Ki Paikar Ne Sone Na Diya

Justuju Meri Kahin Thi Aur Main bhaTka Kahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet