• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na to Aaghaz Na Anjam Pe Rona Aaya

Na to Aaghaz Na Anjam Pe Rona Aaya

poet

na to aghaz na anjam pe rona aaya

apni diqqat ki har ik shaam pe rona aaya

ahl-e-mahfil ko hui sham.a ke jalne ki ḳhushi

mujh ko parvane ke anjam pe rona aaya

dil se ubhra to nigahon ke dariche se gira

ashk bante hue har jaam pe rona aaya

vaqt-e-ruḳhsat jo nigahon ne tiri mujh ko diya

yas-o-ummid ke paigham pe rona aaya

ham gharibon ki bhala sub.h kahan shaam kahan

sub.h par ashk bahe shaam pe rona aaya

meri taqdir men dar dar ka bhaTakna tha ‘kanval’

husn-e-aghaz ke anjam pe rona aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Intiha-E-Gham Mein Mujhko Muskurana Aa Gaya

poet

KHafa Humse Wo Be-Sabab Ho Gaya

Ab Kahan Ja Ke Ye Samjhaen Ki Kya Hota Hai

poet

Wan Jo Kuchh Kabe Mein Asrar Hai Allah Allah

Sheikh Saadi

Ta Juda Gashta-e-Zema Sanama

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet