• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Sham-E-Gham Na Subh-E-Moatabar Hun

Na Sham-E-Gham Na Subh-E-Moatabar Hun

na sham-e-gham na sub.h-e-mo’atabar huun

tamasha-e-jamal-e-dida-var huun

koi rut ho vahi be-barg-o-bari

zamin par ek be-mausam shajar huun

kahin ik lamha-e-guzran ka saaya

kahin a.inda sadiyon ka safar huun

huun harf-e-na-shunida be-suḳhan ko

shu.ur-e-dida-e-ahl-e-nazar huun

kabhi dil ka kabhi duniya ka matam

main apni zaat men ik chashm-e-tar huun

na ham-saya koi apna na darban

makan huun aur be-divar-o-dar huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Haalat-E-Dil Wahi Rahi Maqsad-E-Dil Ko Pa Ke Bhi

abroo-shah-mubarak

Mat Ghazab Kar Chhod de Ghussa Sajan

Kab Tak Gardish Mein Rahna Hai Kuchh to Bata Ayyam Mujhe

Bahut Bura Hun Meri Jaan Bahut Bura Hun Main

Nadi Ka Aab Diya Hai to Kuchh Bahaw Bhi De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet