• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Mere KHwab Ko Paikar Na KHadd-O-Khaal Diya

Na Mere KHwab Ko Paikar Na KHadd-O-Khaal Diya

na mere ḳhvab ko paikar na ḳhadd-o-ḳhal diya

bahut diya to mujhe mauqa-e-visal diya

mila na ruuh na dil ka koi hisab magar

ye kar-e-zist kisi taur se sambhal diya

tamam-umr ki bechainiyon se kuchh na hua

mire junun ko ḳhirad kah ke us ne Taal diya

kisi nigah ne ummid ko diya chehra

kisi shabih ne sab se hasin ḳhayal diya

mire uyuub ki tasvir is tarah khinchi

mire hunar ko pas-e-pusht us ne Daal diya

ka.i ḳhayal jo avara-ḳhu the sarkash the

unhen bhi sher ke sanche men ham ne Dhaal diya

usi ne sar pe biThaya tha jis ne aaj ‘na.im’

samajh ke paanv ka kanTa mujhe nikal diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Ajab Si Duniya Dekha Karta Tha

abdussamad-tapish

Patte Patte Se Naghma-Sara Kaun Hai

jigar-moradabadi

Kuchh Is Ada Se Aaj Wo Pahlu-Nashin Rahe

abdussamad-tapish

Aankh Thi Suji Hui Aur Raat Bhar Soya Na Tha

mansoora-ahmad

Koi Aawaz deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet