• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Maslahat Na Takalluf Na Inkisar Ka Hai

Na Maslahat Na Takalluf Na Inkisar Ka Hai

na maslahat na takalluf na inkisar ka hai

saval TuTte rishton ke e’tibar ka hai

uTha le haath men patthar agar sune koi

ajiib haal mire zehn ki pukar ka hai

had-e-nigah se aage bhi manzilen hain bahut

mira irada gham-e-zat se farar ka hai

sabhi chale ga.e ghar chhoḌ kar to kya hoga

bacha.e shahr ko ye kaam shahryar ka hai

zara haTe to paḌhun main bhi vaqt ka chehra

nazar ke samne parda abhi ghubar ka hai

farogh kaise mila nafraton ko jab ki yahan

har ek aadmi ummid-var pyaar ka hai

ajiib chiiz hai ye arsa-e-tamanna bhi

jise bhi dekhiye qaidi isi hisar ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo KHas Bande Hain Wo Banda-E-Awam Nahin

Ab Jo KHwab-E-Giran Se Jage Hain

Tirgi Mein Subh Ki Tanwir Ban Jaenge Hum

poet

Bagule Rahnuma Hain Baad-E-Sahrai Safar Mein Hai

Sare Mamulat Mein Ek Taza Gardish Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet