• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Jab Koi Sharik-e-Zat Hoga

Na Jab Koi Sharik-e-Zat Hoga

akhtar-hoshiyarpuri

na jab koi sharik-e-zat hoga

mira ham-zad mere saath hoga

gharon ke band darvazon men raushan

vahi ik zaḳhm-e-ehsasat hoga

na yuun dahliz tak aao ki bahar

gali men fitna-e-zarrat hoga

kurede jaao yuun hi raakh dil ki

kahin to sho.ala-e-jazbat hoga

dariche yuun to khul sakte nahin the

havaon men kisi ka haat hoga

kitabon men milenge sher mere

mira gham raunaq-e-safhat hoga

yahi din men dhalegi raat ‘aḳhtar’

yahi din ka ujala raat hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Ki Hasrat Thi Use Pa Bhi Chuke Kho Bhi Chuke

Chaman Mein Dahr Ke Aa Kar Main Kya Nihaal Hua

rahat-indori

Bair duniya Se Qabile Se Ladai Lete

Bahut Raushan Hai Sham-E-Gham Hamari

mushafi-ghulam-hamdani

Chashm Ne Ki Gauhar-Afshani Sarih

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet