• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na-Jaane Kitne Lahje Aur Kitne Rang Badlega

Na-Jaane Kitne Lahje Aur Kitne Rang Badlega

na-jane kitne lahje aur kitne rang badlega

vo apne haq men hi saare usul-e-jang badlega

ḳhala men tairte maskan riha.ish ke liye honge

ye mustaqbil mira tahzib-e-ḳhisht-o-sang badlega

dar-o-divar kya janen khula-pan asmanon ka

kushada-dil vahi hoga jo zehan-e-tang badlega

baḌha.ega vo apne qad ko banson par khaḌe ho kar

kabhi tariḳh badlega kabhi farhang badlega

amir-e-shahr ne ham ko sagan-e-shahr samjha hai

vo apna kaam rokega na apna Dhang badlega

bahut chhoTa sahi ye dil magar ‘anjum’ ye mumkin hai

tavazun ishq ka ab to yahi pasang badlega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Meri Jaan Mein Aur Ek Lahar Sahraon Mein Thi

poet

Payam Le Ke Jo Paigham-Bar Rawana Hua

aftab-shakeel

Teri Chashm-e-Tar Mein Rawan-dawan Gham-e-Ishq Ka Jo Malal Hai

Aana Jaana Hai to Qamat Se Tum Aao Jao

sarwat-zehra

Fana Ki Anjuman Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet