• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na dekha Rukh Be-Naqab-E-Mohabbat

Na dekha Rukh Be-Naqab-E-Mohabbat

jigar-moradabadi

na dekha rukh be-naqab-e-mohabbat

mohabbat hai shayad hijab-e-mohabbat

barasta hai kaif-e-shabab-e-mohabbat

har aansu hai jam-e-sharab-e-mohabbat

ajab josh par hai shabab-e-mohabbat

mohabbat hai mast-e-sharab-e-mohabbat

zahe khvab o tabir khvab-e-mohabbat

mohabbat hi nikli javab-e-mohabbat

mujhe kya padi hai tire dar se utthun

thaharne jo de iztirab-e-mohabbat

dil-e-zarra zarra hai tur-e-tajalli

zahe jalva-e-aftab-e-mohabbat

sabhi uth gae diida o dil se parde

na uttha magar ik hijab-e-mohabbat

na rakkho gharaz ham se itna hi kah do

halak-e-tabassum kharab-e-mohabbat

lahu ki har ik buund dil ban gai hai

khusha lazzat-e-kamyab-e-mohabbat

hudud-e-mohabbat se bhi badh gae ham

salamat rahe iztirab-e-mohabbat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aashna Dil Ko Jalane Aae

Sans Ka Jhonka Bhi Ab Tufan Hota Jaega

poet

Jab Gina Qarz Chukane Aae

mubarak-azimabadi

Bikhri Hui Hai Yun Meri Wahshat Ki dastan

poet

Be-Shak Apne Zebai Par Usko Naz Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet