• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Chehra Hi Badalta Hai Na Wo Tewar Badalta Hai

Na Chehra Hi Badalta Hai Na Wo Tewar Badalta Hai

beena-goindi

na chehra hi badalta hai na vo tevar badalta hai

vo zalim sirf apne haath ka patthar badalta hai

kai tabdiliyan hoti hain insanon ki basti men

parinda koi dekha hai jo apna ghar badalta hai

jo ham ne apni ankhen phenk di hain us ke qadmon pe

so apni ankhen har ik gaam par dilbar badalta hai

chamak uthte hain aansu meri palkon ke kinaron par

phir is ke baad achanak khvab ka manzar badalta hai

main jab bhi phuul us ki yaad ke gulshan se chunti huun

to ‘bina’ karb mera rang ka paikar badalta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-ahmad-syed

Raushan Wo dil Pe Mere dil-Azar Se Hua

Gar Dard Mein Bhi Lutf-O-Maza DhunD Lenge Log

poet

Aadmi Raushni Nahin Pae

Roz-E-Wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki

Na Tirgi Ke Liye Hain Na Raushni Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet