• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mutarannim Hai Meri Ruh Mein Yun Teri Sada

Mutarannim Hai Meri Ruh Mein Yun Teri Sada

mutarannim hai miri ruuh men yuun teri sada

absharon ki sukun-rez ravani jaise

nur-o-nik.hat men nahaya hua vo tera kalam

rud-e-kausar ka chamakta hua paani jaise

meri palkon pe hain yuun gauhar-e-shabnam ghaltan

mere honTon pe ho phulon ki kahani jaise

mere sanson men machalti hai hina ki ḳhushbu

teri nau-ḳhez mohabbat ki nishani jaise

kitna ḳhush-rang hai ma.asum tabassum tera

muskurati ho baharon ki javani jaise

bas gaya mere tasavvur men hayula tera

zehn-e-sha.ir men koi yaad suhani jaise

dil ke angan men ubharta hai tira aks-e-jamil

chandni-rat men ho raat ki raani jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Hai Meri Aasmani Nahin Hun

Ye Aah-O-Fughan Kyun Hai Dil-E-Zar Ke Aage

lipaT lipaT Ke Main Us Gul Ke Sath Sota Tha

poet

Shewa-E-Zabt Ko Ruswa dil-E-Nashad Na Kar

poet

Pas Se Yun Aanchal Lahraate Log Guzarte Rahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet