• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mushkil Ko Zara Chhod Ke Aasan Ke Bare

Mushkil Ko Zara Chhod Ke Aasan Ke Bare

ajiz-kamaal-rana

mushkil ko zara chhoḌ ke asan ke baare

kuchh soch miri tangi-e-daman ke baare

ik tere bulave pe bahal jaata hai varna

ma.alum hai mujh ko dil-e-nadan ke baare

aghaz-e-mohabbat men tavakkul hai zaruri

mat soch kisi faeda nuqsan ke baare

is shahr men har shaḳhs ko sone ki paḌi hai

halanki bataya bhi hai tufan ke baare

is basti-e-ḳhush-ab ki pur-kaif fazaen

kab sochne deti hain paristan ke baare

khone ki tujhe mujh ko vahi fikr hai lahiq

hoti hai musafir ko jo saman ke baare

‘ajiz’ tiri duniya ke ye insan ajab hain

insan ko bahkate hain yazdan ke baare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baadshahon Ki Tarah Aur Na Waziron Ki Tarah

Ho Agar Dida-E-Tar Husn-E-Nazar Khulta Hai

poet

Darun-E-Dil Jo Charagh Jalte Rahe Musalsal

poet

Shahpara-E-Adab Ho Agar Wardat-E-Dil

Is kaDi Dhup Mein Saya Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet