• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Musalsal Aankh Mein Yun Aana Jaana Aansuon Ka Hai

Musalsal Aankh Mein Yun Aana Jaana Aansuon Ka Hai

afroz-rizvi

musalsal aankh men yuun aana jaana ansuon ka hai

mira chehra hai aur mehman-khana ansuon ka hai

bahut mushkil bayan hai chashm-o-dil ke khuun hone ka

bahut asan palkon se girana ansuon ka hai

pade rahte hain us ki diid ke kuchh aks konon men

vagarna aankh men saara thikana ansuon ka hai

faqat tajdid-e-nau ki baat hai har ahd men varna

tumhare hijr se rishta purana ansuon ka hai

bahut asan sahi daman pe girna chand qatron ka

bahut mushkil sar-e-mizhgan uthana ansuon ka hai

khayal-o-khvab ko ‘afroz’ koi aa ke samjha de

bulana us ki yadon ka bulana ansuon ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-naqvi

Unhen Mujhse Shikayat Hai

Kaun Darwaza Khula Rakhta Barae Intizar

Phir Koi Taza-Sitam Wo Sitam-Ijad Kare

poet

Buto Kuchh Had Bhi Hai Jaur-O-Jafa Ki

poet

Na Garmi Rakhe Koi Us Se KHudaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet