• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muqarrar Kuchh Na Kuchh Ismein Raqibon Ki Bhi Sazish Hai

Muqarrar Kuchh Na Kuchh Ismein Raqibon Ki Bhi Sazish Hai

hasrat-mohani

muqarrar kuchh na kuchh is men raqibon ki bhi sazish hai

vo be-parva ilahi mujh pe kyuun garm-e-navazish hai

pa-e-mashq-e-taghaful aap ne makhsus thahraya

hamen ye baat bhi min-jumala-e-asbab nazish hai

mita de khud hamen gar shikva-e-gham mit nahin sakta

jafa-e-yar se ye akhiri apni guzarish hai

kahan mumkin kisi ko baryabi un ki mahfil men

na itminan-e-koshish hai na ummid-e-sifarish hai

nihan hai dil paziri jis ke har har lafz-e-shirin men

ye kis jan-e-vafa ke haath ki rangin nigarish hai

kiya tha ek din dil ne jo dava-e-shakebai

so ab tak un ke naz-e-dilbari ko ham se kavish hai

hujum-e-yas ne be-dil kiya aisa ki ‘hasrat’ ko

tire aane ki ab ummid baaqi hai na khvahish hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jihad-E-Ishq Mein Hum Aashiqon Ko War Dena

Visal-ghaDiyon Mein Reza Reza Bikhar Rahe Hain

Ye Gham Phir Se Ubharta Ja Raha Hai

Is Daur Ne baKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe

Muskurao Bahaar Ke Din Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet