• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muqabla Hai Gham-O-Alam Ka to Samna Ranj-O-Be-Kasi Ka

Muqabla Hai Gham-O-Alam Ka to Samna Ranj-O-Be-Kasi Ka

poet

muqabla hai gham-o-alam ka to samna ranj-o-be-kasi ka

rah-e-mohabbat men har qadam par nishan milta hai zindagi ka

isi mohabbat men ham pe guzra ik aisa aalam bhi tirgi ka

bana liya aftab ham ne mila jo zarra bhi raushni ka

yakayak ik huuk dil men uTThi palaT gaya rang zindagi ka

ba-ḳhair yadash mire labon par abhi abhi naam tha kisi ka

jahan se dekho fasana-e-gham bani hui iztirab-e-paiham

hon teri nazren bhi jis se barham karenge kya aisi zindagi ka

ye ahd-e-gham ki nahin hikayat thi is se pahle bhi aisi halat

vahin pe Thahri nigah-e-ulfat jo rang dekha shikastagi ka

jo dil pe paiham hai barish-e-gham mohabbaten ho rahi hain mohkam

izafa karta hai zindagi men jo din guzarta hai zindagi ka

bayan-e-gham ki latafaten hain mohabbaton ki nazakaten hain

vagarna ‘ehsas’ sach to ye hai saliqa kya mujh ko sha.iri ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dikhata Kya Hai Ye TuTi Hui Kaman Mujhe

Aae Hain Rang Bahaali Par

aal-e-ahmad-suroor

Har Ek Jannat Ke Raste Ho Ke dozakh Se Nikalte Hain

Mera Diwana-Pan Farzangi Se Kam Nahin Hota

shahryar

dil Mein Rakhta Hai Na Palkon Pe Bithata Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet