• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Munh Pherta Nahin Hai Kisi Kaam Se Badan

Munh Pherta Nahin Hai Kisi Kaam Se Badan

munh pherta nahin hai kisi kaam se badan

bikhra paḌa hai aaj magar shaam se badan

bhula nahin hai ab bhi tira lams-e-aḳhiri

lo phir sihar uTha hai tire naam se badan

muddat men jis tarah koi bichhḌa hua mile

aise lipaT gaya hai dar-o-bam se badan

chhilke to buund buund mire jism par gire

chipka liya hai main ne tire jaam se badan

thoḌa to chalne phirne de mujh ko mire hakim

thak sa gaya hai roz ke aram se badan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Wo Pau Phati Wo Kiran Se Kiran Mein Aag Lagi

poet

Jo Baad-E-Marg Bhi dil Ko Rahi Kanar Mein Ja

Tera Wada jhuTa Nikla

Ho Teri Yaad Ka Dil Mein Guzar Aahista Aahista

kaifi-azmi

Patthar Ke Khuda Wahan Bhi Pae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet