• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mumkin Mujhe Jo Ho Be-Riya Ho

Mumkin Mujhe Jo Ho Be-Riya Ho

poet

mumkin mujhe jo ho be-riya ho

masnad ho ki is men boriya ho

jab qabil-e-did dil-ruba ho

allah kare ki ba-vafa ho

bheja nahin khat-e-shauq kab se

maalum hua ki tum khafa ho

be-tabi-e-dil agar dikhaun

koi na kisi ka mubtala ho

marta hai zar pe ahl-e-duniya

namard ko kab khvahish-e-tila ho

mitti kar de jo aap ko to

nazron men khaak kimiya ho

aai hai fasl-e-gul chaman men

ai hosh-o-khirad chalo hava ho

kya mujhe dar-ba-dar phiraya

ai khvahish-e-dil tira bura ho

dikhlai tu ne yaar ki shakl

ai jazba-e-dil tira bhala ho

lipto mujhe aa ke hijr ki shab

ai gesu-e-yar agar bala ho

ai ‘muntahi’ bazm-e-yar ka haal

kya janiye baad mere kya ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hangama-E-KHudi Se Tu Be-Niyaz Ho Ja

Na Apne Bas Mein Hai Rona Na Hae Hans Dena

Aaiye Aasman Ki or Chalen

Rah-E-Ishq Mein Zindagani luTa Di

Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai honTon Pe Tabassum Late Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet