• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhse Mukhlis Tha Na Waqif Mere Jazbaat Se Tha

Mujhse Mukhlis Tha Na Waqif Mere Jazbaat Se Tha

etibar-sajid

mujh se mukhlis tha na vaqif mire jazbat se tha

us ka rishta to faqat apne mafadat se tha

ab jo bichhda hai to kya roen judai pe tiri

yahi andesha hamen pahli mulaqat se tha

dil ke bujhne ka havaon se gila kya karna

ye diya nazaa ke aalam men to kal raat se tha

markaz-e-shahr men rahne pe musir thi khilqat

aur main vabasta tire dil ke mazafat se tha

main kharabon ka makin aur taalluq mera

tere naate kabhi khvabon ke mahallat se tha

lab-kushai pe khula us ke sukhan se iflas

kitna arasta vo atlas-o-banat se tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Aankh Se dur Na Ho dil Se Utar Jaega

Safar Mein Koi rukawaT Nahin Gada Ke Liye

allama-iqbal

Fitrat Ko Khirad Ke Ru-Ba-Ru Kar

Gaya Wo KHwab-E-Haqiqat Ko Ru-Ba-Ru Kar Ke

Badan Pe Apne Sarapa Azab Pahne Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet