• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhse Mil Kar KHud Ko Kya Paega Tu

Mujhse Mil Kar KHud Ko Kya Paega Tu

mujh se mil kar ḳhud ko kya pa.ega tu

aur tanha ho ke rah ja.ega tu

ye ThiThurti dhuup hai is dhuup men

kaise apna ḳhuun garma.ega tu

haDDiyon ka dard piina hai to pi

varna saari umr pachhta.ega tu

saanp ke bil men na kar amrit talash

yuun to ḳhud ko bhi ganva aa.ega tu

teri parchha.in simaTti ja.egi

jaise jaise phailta ja.ega tu

tera patthar jism ho ja.ega chuur

jab kisi shishe se Takra.ega tu

yuun na ghonT un sang-rezo ke gale

ḳhud shikar-e-sang ho ja.ega tu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Safar Hota Raha Aur Ruk Gai Main

De Raha Hai Samar Udasi Ka

Hairat-Angez Hua Chahti Hai

Sheikh Saadi

Story 5 – The Morals Of dervishes – Gulistaan-e-Sa.Adii

insha-allah-khan-insha

Jade Mein Kya Maza Ho Wo To Simat Rahe Hon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet