• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhko Prem Kahani Kar do

Mujhko Prem Kahani Kar do

Sufi

mujh ko prem kahani kar do

miira si divani kar do

murli ki ik taan suna kar

radha ko mastani kar do

aaj to jaane ki zid chhoḌo

aaj to shaam suhani kar do

hijr ka din kyuun chaḌhne paae

vasl ki shab tulani kar do

baaqi raat bhi jagte guzre

lambi raam kahani kar do

amrit ras ka menh barsa kar

saare manzar dhani kar do

pyasi dharti ye kahti hai

khet hain sukhe paani kar do

aisa rang lagao ‘hasrat’

duniya se begani kar do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rota Hun Qadr-Dan-E-Mata-E-Hunar Ko Main

poet

Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain

mirza-raza-barq

Na Koi Un Ke Siwa Aur Jaan-E-Jaan dekha

abdul-hamid-adam

Humse Chunan-Chunin Na Karo Hum Nashe Mein Hain

waseem-barelvi

Mujhe Bujha de Mera daur Mukhtasar Kar de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet