• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Naql Par Bhi Itna Agar iKHtiyar Hota

Mujhe Naql Par Bhi Itna Agar iKHtiyar Hota

poet

mujhe naql par bhi itna agar iḳhtiyar hota

kabhi fail imtihan men na main baar baar hota

jo main fail ho gaya to sabhi de rahe hain ta.ane

koi dil-navaz hota koi gham-gusar hota

mujhe aaj itni nafrat se na dekhti ye duniya

jo paḌha.i se zara bhi mire dil ko pyaar hota

mire master na hote jo ulum-o-fan men daana

kabhi maula-baḳhsh-sahab ka na main shikar hota

vo paḌhate vaqt darje men hazar baar barse

jo mujhe bhi chhi.k aati unhen nagavar hota

na main tandurust hota na kabhi schōl jaata

kabhi sar men dard rahta to kabhi buḳhar hota

kabhi madrase men aata koi aisa chaaT vaala

ki jo muft men khilata na kabhi udhar hota

ye gadha jo apni ghaflat se hai bevaquf itna

jo ye ḳhud ko jaan jaata baḌa hoshiyar hota

tire ghar men ‘kaif’ tera koi qadr-dan nahin hai

jo vatan se duur hota to baḌa vaqar hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Aawaz Girti Hai

khumar-barabankavi

dil Ko Taskin-E-Yar Le dubi

Jahan chaukhaT Hai Wan Zina Tha Pahle

Bayan Kya Kijiye Soz-E-Darun Ko Dastanon Mein

poet

Zulf Khole Tha Kahan Apni Wo Phir Bebak Raat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet