• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Nahin Hai Koi Wahm Apne Bare Mein

Mujhe Nahin Hai Koi Wahm Apne Bare Mein

mujhe nahin hai koi vahm apne baare men

bharo na had se ziyada hava ghubare men

tamasha ḳhatm hua dhuup ke madari ka

sunahri saanp chhupe shaam ke piTare men

jise main dekh chuka us ko log kyuun dekhen

na chhoḌi koi bhi baaqi kashish nazare men

vo bolta tha magar lab nahin hilata tha

ishara karta tha jumbish na thi ishare men

tamam log gharon ki chhaton pe aa jaa.en

baḌi kashish hai na.e chand ke nazare men

mile mujhe bhi agar koi shaam fursat ki

main kya huun kaun huun sochunga apne baare men

purani samt muḌega na koi bhi ‘sajid’

ye ahd-e-nau na bahega qadim dhare men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Salik Intizar-E-Haj Mein Kya Tu Hakka-Bakka Hai

indira-varma

Kash Wo Pahli Mohabbat Ke Zamane Aate

muneer-niyazi

darae Gae Shahron Ke Baatin

Junun Ke Josh Mein Insan Ruswa Ho Hi Jata Hai

Un Ka Didar Meri Qismat Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet