• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Kahan Mere Andar Se Wo Nikalega

Mujhe Kahan Mere Andar Se Wo Nikalega

aziz-bano-darab-wafa

mujhe kahan mire andar se vo nikalega

parai aag men koi na haath dalega

vo aadmi bhi kisi roz apni khalvat men

mujhe na pa ke koi aina nikalega

vo sabz daal ka panchhi main ek khushk darakht

zara si der men vo apna rasta lega

main vo charagh huun jis ki ziya na phailegi

mire mizaj ka suraj mujhe chhupa lega

kuredta hai bahut raakh mere maazi ki

main chuuk jaun to vo ungliyan jala lega

vo ik thaka hua raahi main ek band sarae

pahunch bhi jaega mujh tak to mujh se kya lega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain

Harf-Ta-Harf Uftad Ki Shairi

Zard Mausam Mein Bhi Ek shaKH Hari Rahti Hai

Din Ka Raja Hota Hai Aur Raat Ki Rani Hoti Hai

azra-abbas

Female Bull-Fighter

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet