• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujh Pe Hain saikDon Ilzam Mere Sath Na Chal

Mujh Pe Hain saikDon Ilzam Mere Sath Na Chal

mujh pe hain saikḌon ilzam mire saath na chal

tu bhi ho ja.ega badnam mire saath na chal

tu na.i subah ke suraj ki hai ujli si kiran

main huun ik dhuul bhari shaam mire saath na chal

apni ḳhushiyan mire alam se mansub na kar

mujh se mat maang mira naam mire saath na chal

tu bhi kho ja.egi Tapke hue aansu ki tarah

dekh ai gardish-e-ayyam mire saath na chal

meri divar ko tu kitna sambhalega ‘shakil’

TuTta rahta huun har gaam mire saath na chal

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Shab-E-Gham Ki Sahar Bhi Hogi

Mohabbaton Mein Kabhi Ye Asar Nazar Aae

Qadam Rakhta Hai Jab Raston Pe Yar Aahista Aahista

poet

Shama Nazan Hai Faqat Sar Se bhaDak Jaane Mein Aag

Sab Ke honTon Pe Ye Marne Ki Duaen Kaisi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet